zaroori tha kya!
Satane-manane tak toh theek hai...
Magar rulana jaruri tha kya?
Paas aake dur chle jana tak toh theek hai...
Magar maarne ki kassam dena jaruri tha kya?
Aab jo ye sab hua usko jaane do...
Kya mai intzaar krunga toh tum aaogi?
By— Pradeep Yadav
Bahut hi pyaara❣️❣️
ReplyDelete