Prawontgodeep 😇

Agar kisi din Rona aaye
Toh aa Jana mere pass....
Hasane ka Vada to nahi karta,
Magar rounga jarur tumhare saath.
Agar kisi din Marne ka mann Ho,
Toh aa Jana mere pass....
Rokane ka Vada to nahi karta
Magar saath jarur tumhare marunga.

                                 By:— Pradeep Yadav

Comments

Popular Posts