we say- i say~

In English we say, "Possessiveness." 
But in Urdu we say, "Nahin pasand mohabbat mein milawat mujhko,
agar woh mera hai toh khawab bhi mere dekhe."

By- Someone

  • "In English, we say, 'Loyalty.'
    But in Urdu, I say, 'Woh meri amanat hai, isiliye khayalon mein bhi sirf uska zikr ho, agar main uska hoon toh raaste bhi usey mere dikhe.'"

  • "In English, we say, 'Commitment.'
    But in Urdu, I say, 'Agar woh meri hai, toh har ehsaas uska ho, meri mohabbat ka dastoor hai wafadar hona, magar mujhe bhi toh kahin se aata shah-savaar dikhe.'"

  • "In English, we say, 'Faithfulness.'
    But in Urdu, I say, 'Wafa ki raah mein khwab bhi usi ke hon, agar uska hoon toh uski aakhon mein humko bhi intjaar dikhe.'"

  • "In English, we say, 'Unbreakable bond.'
    But in Urdu, I say, 'Meri mohabbat mein shart sirf yeh hai, agar woh mera hai toh har dhadkan uski ho.'"

  • "In English, we say, 'Exclusive love.'
    But in Urdu, I say, 'Mohabbat ka silsila sirf ek se hai, agar main uska hoon toh soch bhi uski ho.'"

  • "In English, we say, 'Dedication.'
    But in Urdu, I say, 'Zaroorat kya hai kisi aur ke khwabon ki, jab meri duaon mein bas usi ka zikr hota hai.'"

  • "In English, we say, 'Trust.'
    But in Urdu, I say, 'Mohabbat mein aitbaar zaroori hai, agar woh sirf mera hai, toh uske khwabon par kyun pehra lagayein? Woh khud wapas aayega mere dil ki sada pe, kyunke sachcha ishq kabhi ruswa nahi hota.'"

  • "In English, we say, 'Freedom in love.'
    But in Urdu, I say, 'Agar mohabbat hai sacchi, toh milawat ka darr kyun? Woh khwab apne hon ya uske, manzil toh ek hi hai, mera yakeen hai us par, isliye khud par bhi aitbaar hai, ishq mein qaid nahi, bas azadiyon ka asar hai.'"

  • "In English, we say, 'Confidence in love.'
    But in Urdu, I say, 'Woh mera hai, isliye dil beparwah hai, mohabbat mein qaid nahi, bas apna hi asar hai, khwabon ki milkiyat se kya hota hai, jab uski nigahein bas mujh par hi ruki hoon.'"

  • "In English, we say, 'Unconditional love.'
    But in Urdu, I say, 'Mohabbat mein naqab nahi hota, agar woh mera hai, toh saath chalte khwab bhi uske apne hote hain, jise pyar hota hai, us par shakk nahi hota, woh door bhi ho, toh bhi dil se kabhi juda nahi hota.'"

  • "In English, we say, 'Complete trust.'
    But in Urdu, I say, 'Agar dilon ka rishta saccha hai, toh khwabon ki milkiyat ka kya sawal, uske sapne bhi apne lagte hain, jise mohabbat ka yakeen ho, us par kabhi ilzaam nahi lagta.'"

  • "In English, we say, 'Understanding.'
    But in Urdu, I say, 'Khwahishon ka daira badalne do kabhi, agar dil mera hai, toh raaste bhi mere chaley.'"



  • Nahin pasand hai ye ik taraf ka silsila,
    Agar woh mera hai, toh chahat mein bhi adal ho.

    Sab kuch apna ho, magar doosre ka haq na mile,
    Aise uljhan se mohabbat kaise asal ho?

    Jitni fariyad uski, utni meri bhi zaroori hai,
    Agar saath ho, toh dono ki rahein humsafar ho.

    Main bhi apne armaan rakhun, bas ye yaad rahe,
    Agar khwab uske hain, toh mere sapne bhi amar ho.

    Milawat na ho chahat mein, yeh theek hai magar,
    Agar woh mera hai, toh har pal ka hisaab bhi barabar ho.
  •                                                                                     By- Pradeep Yadav


  • shah-savaar شَہْ سَوار

  • फ़ारसी ; संज्ञा, पुल्लिंग

    घुड़सवारी की कला में निपुण, घोड़े की सवारी का माहिर, कुशल घुड़सवार

    (सांकेतिक) किसी कला में कुशलता प्राप्ता करने वाला, किसी कला को सीखने वाला

    (सांकेतिक) विशेषज्ञ, कुशल, माहिर |

  • Comments

    Popular Posts